Android apps ke sath na kare apna bank account link-Hello friends welcome to my blog VIP GURUJI
Aaj ham aapke sath ek bahut hi helpful jankari share karunga jo aapke bahut kam ki hai , or is jankari se aapko bahut fayada bhi hoga,

Aaj hamara time jyada tar digital hi ho gaya hai or sath hi hamara passion bhi digital ho raha hai, bahut se log ab digital money ka use karne lage hai, or daily bahut sare new use bhi digital money ke liye apply kar rahe hai ya jud rahe hai,
Lekin jo new users abhi abhi digital payment karna sikhe hai ya old experience wale log bhi kabhi kabhi esi galtiya karte hai jiske karan usnko bahut nuksan hota hai or bad me pata chalta hai ki hamne koi fake apps me apna bank account link kar diya isliye hamare sath dhoka huva hai,
To dosto aaj mai aaoko batane wala hu ki kaise ham fake net banking apps se bach sakte hai or hamara nukaran hota rok ksakte hai,
Jo bhi online transection ka use karte hai unko pata hoga ki jab ham koi app me paymen send karte hai ya receive karte iske pehle hamko hamari bank ki detail puchhi jati hai taki transection successful pura ho sake,
Lekin kuchh apps ese bhi hote hai jodikhane me to real lagte hai lekin fake hote hai, to chaliye dosto aaj me aapko batadu ki kaise aap safe reh sakte hai,
Aapko ek bat hamesha yaad rakhani hogi ki aaj kam abhut sare fake apps hai , jab aap koi online cash ki apps install karte hai to usko direct apne phone ke playstore se hi install kare, esa karne se aapke sath dhoka hone ke chance kam ho jayege,
OTP sms Ko ignore mat kare:
Ham me se jyada tar log daily use hone wale apps ko direct banks se link kar dete hai, iska sabse bada karan hai bar bar login karna or OTP enter karna bahut hi boring lagta hai, lekin is position me koi bhi aasani se aapke mobile se bank account access ya mobile hack kar bhi kar sakta hai, or iska aapko bhari nuksan ho sakta hai.

All security check ke bad hi detail add kare:
Mobile par transection karne ke liye koi bhi app ko install karne se pehle uski achhi tarah se jankari nikal le, or ho sake to us app ki jankari ko google par bhi search karke dekhe, bahut bar fake app or real app dono ek jaise hi dikhate hai , is time me aapko real app ko hi select karna bahut muskil ho jata hai,

Fake Email or SMS se Alert rahe.
Kai ese case hai jisme koi hacker fake email or fake sms se aaki security ko creak karne ki kosis karte hai, banks ke name se aaye email or sms par jankari ke bina kabhi bhi click na kare, or nahi kahi bhi apna account create karke ani detail share kare, dur betha huva hacker aapki har ek chhoti chhoti galti se aapka bhari nuksan kar sakta hai,

Hamesha Update rahe:
Jyadatar log apne transection ke detail par jyada dhyan nahi dete hai, or ese me unko is bat ka pata hi nahi chal pata ki kitan pase aaye or kitane paise account se gaye hai, kai bar hacker bahut sare account se chhota chhota amount nikalte hai, or dhire dhire sab ka paisa loot lete hai, ese me aapki savdhani hi aapko esi problems se bacha sakti hai,

Agar aap sab upar batayi gayi detail par dhyan dete ho to aapka transection safe ho sakta hai, or dhyan nahi dete ho to aaj se hi dhyan dena start kare,
Last words :
Dosto aapko meri jankari usefull lagi ho to apne friends ke sath share jarur kare, agar aapka koi sawal ai to aap comment karke pychh sakte hai , ham aaoke comment ka wait karenge, Thank you.