IP Address ke bare me puri jankari || What is IP Address in hindi ?

IP Address ke bare me puri jankari || What is IP Address in hindi ?



Hello friends kaise ho aap ?
I hope aap sabhi achhe hi hoge, kya aapko pata hai ki aaj ke is digital world me koi bhi chor ko pakadana ho to bahut muskil ho jata hai , lekin agar hamare pas Uske Ip address ki details hogi to ham kisiko bhi fatak se pakad sakte hai  or uske location, ISP detail, device ki full details bhi mil sakti hai


Isase pehle ki ham aage bat kare me aapko ek bat batadu ki agar aapko kisike IP Address se uski location trace karni hai to aapko pehle 2 bato ko jan lena chahiye.

IP Address ke bare me puri jankari || What is IP Address in hindi ?


First physical location or second geolocation.

dosto Physical location ek exact location  hai bilkul hamare mobile ke GPS system ki tarah hi.  Or  Geolocation ISP detail ke bare me jankari deta hai.
Agar aap soch rahe honge ki ham kisika IP address se uska sahi or correct location nahi jan sakte hai,
Or Geolocation online search karke uske bare me jankari le sakte hai.

IP address se ham or bhi bahut sari jankari nikal sakte hai, jaise ki WHOIS ke bare me bhi jankari mil sakti hai, ye WHOIS ek esa protocol hai jo hamko internet ki jankari deta hai, jaise ki domain name or IP address ki jankari.
Shayad aapog nahi jante hoge ki Whois Ke Database me bahut sari jankari saved rehti hai or uski help se ham IP address ki all detail nikal sakte hai,


Kisi bhi IP address se uski Full Information Kaise nikale ??

Iske liye aapko Whois best domain tools search karne wala tool chahiye.
Kaise whois se kisi website ki jankari milti hai dekhiye:

Step 1.
Apne kisi bhi best Web browser me whois.domaintools.com enter kare.

Step 2.
Ab aapko ek search box dikhega usme apna IP address type kare ya fir jiske IP address ki aapko detail nikal ni hai wo IP Address yaha par type kare,

Step 3.
Ab aap Search button par click kare or ek CAPTCHA fill kare.

Wow !
Ab apko aapke  IP address se related puri jankari aapke samne dikhegi.
Ye data aapko aapke IP address ki sahi jankari batayega, lekin yaha par correct location nahi bataya jayega,
Or dosto Agar apko correct location  ki jankari chahiye to
Whois data me contact information ka use kare.

Agar aapko apni hi website ya kisi blog ka IP address pata karna hai to aap apne computer se hi command prompt se nikal sakte hai , iske liye apne computer me command prompt ko open kare or type kare,,,  “ping example.com” type kare.
Example.com ki jagah domain name enter kare. Enter button dabane ke baad IP address dikhayi dega.


I hope aapko meri di gayi jankari achhi lagi hogi, is jankari ko apne friends ko share kare taki sab ko iske bare me pata chal sake, Or aapke man me koi sawal hai to aap comment karke bata sakte ho , ham aapke sawal ka jawab jald se jald dene ki pjri kosis karenge, Thank you

Post a Comment

उम्मीद करता हु की आपको यह जानकारी पसंद आयी होंगी | तो आप comment करे हमको बहुत ख़ुशी होगी | लेकिन किसी भी प्रकार की spamming मत करे | अन्यथा आपका comment Delete कर दिया जायेगा.

Previous Post Next Post