How to use Youtube Incognito Mode in youtube app hindi ?

How to use Youtube Incognito Mode in youtube app hindi ?
Hello friends aaj mai aapko Youtube Incognito Mode ke baare me batane wala hu, yaha par ham janenge How to use Youtube Incognito Mode in youtube app hindi ?. Agar aap nahi jante hai ki youtube incognito mode kaise use kare to is post ko pura padhe, sab pata chal jayega.


Youtube Incognito Mode ke baare me aapne pehle bhi kahi par suna hoga or agar aap Youtube Incognito Mode ke bare me kuchh bhi nahi jante hai to koi baat nahi ham aapko bata rahe hai,


How to use Youtube Incognito Mode in youtube app hindi



What is Youtube Incognito Mode ?

Youtube Incognito Mode ek tarah se esi service hai jiska use karne wale user ki search history koi or dekh nahi sakta hai, ab yahi wala service youtube par bhi available ho gaya hai, ab youtube incognito mode ka use karke ham youtube par jo bhi videos ko dekhate hai, wo sab ek dam private rahenge, iski history koi nahi dekh sakta hai,

Duniya me video platform ka sabse badi service youtube ki hai, ab youtube ke liye bhi incognito mode start ho gaya hai, jiski wahaj se aap youtube par jo bhi search karte hai wo sab content ko koi bhi nahi dekh payega, ek tarah se kahe to aapki YouTube history ek dam secret rahegi,

Chalo dosto ab ham batate hai ki apne Android smartphone me YouTube incognito mode kaise use kare ? 

How to use Youtube Incognito Mode ?


Yaha par hamne kuchh steps bataye hai usko follow karke aap YouTube incognito mode ka use kar sakte hai


Step 1:-
Youtube me aapko incognito mode ka feature aapko account wale feature me milega, apne YouTube app me account section me jaa ke aap incognito mode ko on kar sakte hai,

Agar aake youtube app me incognito mode ka feature nahi hai to aapko pehle apna YouTube app update karna padega, uske baad aapko youtube incognito mode milega,
Step 2:-
Youtube Incognito Mode on karne ke baad aapko kuch guidelines ke sath go it ka option select karna ha, or iske sath ji aapne Android phone me incognito mode on ho jayega or aake youtube account ki history creat hona bandh h jayegi.

Iska matlab hai ki aapne youtube par kya dekh or kya search kiya wo koi track nahi kar sakta or iski history koi nahi dekh sakt hai, pehle yeh service sirf google chrome me hi thi lekin ab iska use ham youtube app me bhi kar sakte hai,

Youtube Incognito Mode ke disadvantage and problem

Aapko bata de ki Youtube Incognito Mode ko use karne ke time aap sirf tranding videos or home page ke videos ko hi dekh sakte hai,

Iske alawa inbox, library or subscription ka option aapko is mode me nahi melenge. Iske alawa aap Youtube Incognito Mode me koi bhi video ko save ya offline download nahi kar sakte hai,
 

Youtube Incognito Mode off kaise kare ?

Agar aap Youtube Incognito Mode ko off karna chahatevhai or incognito mode se bahar aana chahate hai to is baar aapk apne account ka icon nahi dikhega, account icon ki jagah aapko incognito mode ka icon show hoga. Waha click karke aap youtube incognito mode se bahar aa sakte hai or isko off kar sakte hai,

Last words

Dosto maine aako yaha par bataya ki How to use Youtube Incognito Mode in youtube app hindi ? Or youtube incognito mode kya hai or isko kaise use kare, ummid karta hu ki aapko yeh jankari achhi lagi hogi. Agar aap yeh jankari apne friends ko dena chaate hai to is post ko share jarur kare, or YouTube incognito mode se related koi sawal hai to comment kare, Thank you.

Post a Comment

उम्मीद करता हु की आपको यह जानकारी पसंद आयी होंगी | तो आप comment करे हमको बहुत ख़ुशी होगी | लेकिन किसी भी प्रकार की spamming मत करे | अन्यथा आपका comment Delete कर दिया जायेगा.

Previous Post Next Post
Author bio image

About the Admin


Hey ! I Am Dhaval Rathod, I share All Internet tips and tricks in hindi | android tricks | tech news| best tricks | Virral News | blogging guide| internet news hindi | make money online free| Internet Ki jankari Hindi Me.|