Hello dosto aaj mai aapko batane wala hu Top Side effects of PUBG mobile game hindi. Kyuki aaj kal baut sare log PUBG MOBILE game khel rahe hai lekin bahut jyada time or jyada baar PUBG mobile khelne se hamare dimag par PUBG mobile game ke side effects padte hai, hamare pichale ek post me 8 Best PUBG Mobile Tips Tricks and Hacks Hindi me bataya hai,
Agar aap bhi ek PUBG mobile Game player hai or aap bhi apne smartphone me bahut hi jyada time tak pubg mobile game ko khel rahe hai to aapke liye yeh jankari bahut hi kam ki hai, kyuki is post me PUBG mobile game ke side effects ki jankari detail me di gai hai,
PUBG mobile game khelne se kya side effects hoge ?
Dosto PUBG mobile game khelne walo ko baut sare side effects ho rahe hai, lekin yaha par hamne baut hi kam ke or bahut hi dhyan dene wale effects ko hi add kiya hai Jiske baare me aapko jankari honi chaiye.
- PUBG mobile game long time khelne se hamare ke muscle me pain hone lagta hai,
- Hamara Wight badh jata hai,
- Hamare pair sunn padne lagte hai,
- Bhukh kam lagti hai, or hamesha bahar ka khana khane ko man karta hai,
- Gussa bahut aata hai,
- Nind sahi se nahi aati hai,
- Heart beat unbalanced ho jati hai,
- Night me sapne me PUBG mobile game ke characters aate hai,
PUBG mobile game baar baar khelne se hamare lifestyle me bahut changes aate hai,
PUBG mobile game se hamari lifestyle change ho jati hai, hamara natur gusse wala ban jata hai , baar baar kisi par attack karne ka ya mar pit karne ka man karta hai, or is game ko khelne sd hamare mind me gussa aata hai, hamara natur chid chida ban jata hai,
PUBG mobile game players ladai, jagada, todfod karne me interest rakhate hai.
Yeh Game khelna achhi baat nahi hai, kyuki PUBG mobile game me ham players ko khud ka role play karna hota ha, or sab ko marna hota hai, or sabhi ki chije chura kar leni hoti hai, isliye jo bhi is gane ko khelta hai wo sabhi baut hi hinsak or gusse wale ban jate hai, or ese logo ko ladai, jagada or tod fod jyada pasand aate hai,
PUBG mobile game khelne se hamare body ko kya nuksan hota hai ?
- Memory khatam ho jaati hai,
- Eyes ko bhari nuksan hota hai,
- Family relationship khatam ho jati ha,
- Hamara nature gusse wala ho jata ha,
- Baar baar gussa aata hai,
- Bar bar PUBG mobile game khelne se depression me chala jata hai,
- Sex life bigad jati hai,
- Depression me jaane se hamari shakti ka ho jati hai,
- PUBG mobile game khelne wala player khud ki hi duniya me jita rehta hai,
PUBG mobile game kyu khatarnak hai ?
PUBG mobile game player koi bhi baat me kuchh bhi chhodne ko taiyar nahi hote hai, sabhi jagah par jagada karne me hi usko maja aata hai, or gusse me baat karta hai,
Ham sab kabhi soch bhi nahi sakte esi chijo se kahi bhi kisike upar attack kar dete hai,
Husband-wife ke bich me bar bar jagada hota hai,
PUBG mobile game player ko nind kam aati hai, ya fir kahe to aati hi nahi hai, or iska asar hamari life par padta hai,
PUBG mobile game player apne ghar me bhi jab wo nind me hota hai tab muje bachao, usko maro, loot lo, bhago, jaise jor jor se bolta rehta hai,