Computer and Laptop me Invisible Folder kaise banaye ? Windows me kaise banaye invisible folder ? Dosto aaj mai aapko batane wala hu ki aapke computer and laptop me invisible folder kaise banaye ? Windows me invisible folder kaise banaye ?
Hamari duniya me aaj har jagah par computer or laptop ka use hone laga hai, or isme se jyadatar computers and laptop windows operating system par chalte hai, kyuki OS isme bahut sare useful feature deta hai,
Dosto kya aap jante hai ki aap apne computer and laptop me invisible folder creat kar sakte hai ? Is tarah creat kiya gaya folder bahut hi useful ho sakta hai, is tarah ka invisible folder aapne sensitive and private data ko safe rakhane me kam aata hai. Or aake alawa koi or is tarah ka invisible folder ko access nahi kar sakta hai.
Computer and Laptop me Invisible Folder kaise banaye ?
Windows me kaise banaye invisible folder ?
Yeh method bahut hi manageable hai or aap uski help se ek invisible folder creat kar sakte hai, jo aake sensitive data ko safe rakhega.
Computer and Laptop me Invisible Folder kaise banaye ?
Step 1.
sabse pehle koi bhi drive me ek new folder creat kare jaha aapko folder creat karna hai us drive me
sabse pehle koi bhi drive me ek new folder creat kare jaha aapko folder creat karna hai us drive me
Step 2.
Ab folder par right click kare or property select kare or customize tab ke andar change icon select kare or apne folder ke liye empty icon select kare.
Ab folder par right click kare or property select kare or customize tab ke andar change icon select kare or apne folder ke liye empty icon select kare.
Step 3.
Ab folder ka name change kare or jo pehle name tha usko pura remove kare or ab keybord me 0160 type karke ALT button press kare.
Ab folder ka name change kare or jo pehle name tha usko pura remove kare or ab keybord me 0160 type karke ALT button press kare.
Step 4.
Iske baad aappka wo folder invisible ho jayega or is folder ke baare me aapke alawa koi nahi jaan sakta hai, aap is folder me apna sensitive data save kar sakte hai.
Iske baad aappka wo folder invisible ho jayega or is folder ke baare me aapke alawa koi nahi jaan sakta hai, aap is folder me apna sensitive data save kar sakte hai.
Dosto is tarah aaj aapne jana ki Computer and Laptop me Invisible Folder kaise banaye ? Windows me kaise banaye invisible folder ?. Agar aapko is article se related koi sawal hai to cmment kare or puch sakte hai, or hamare is blog par or bhi bahut sare useful trick wale article available hai isko bhi jarur padhe.