Jio Caller Tune Kaise Set Kare ? How to Change Jio Caller Tune

Hello friends wel ome to our blog. Aaj ham aapko Jio Caller Tune Kaise Set Kare ? how to activate jio caller tune ke baare me batane jaa rahe hai, is post me ham baat karenge Jio Caller Tune Kaise Lagaye or Jio Caller Tune Kaise Activate Kare or jio caller tune change kaise kare ?, how to change jio caller tune ?



Jio Caller Tune Kaise Set Kare ?  How to Change Jio Caller Tune
How to Change Jio Caller Tune

Jio Caller Tune Kaise Set Kare ?  How to Change Jio Caller Tune


Jab jio nahi tha to hamko caller tune ke liye 30 Rs. Per month charge kiya jaata tha. Lekin jio ne apne user ke liye unlimited calling or data ke sath ek or free service bhi de rakhi hai wo hai caller tune ki, jisme ham aasani se apne pasand ki caller tune set kar sakte hai or wo bhi free me. jio caller tune band kaise kare iski jankari bhi padhe.


Friends agar aap ek jio user hai or apne apne jio number par unlimited pack activate karke rakha hai, to usme aapko Jio ki taraf se  free caller tune set karne ki service milti hai, waise hello tune ke liye extra charge lagta hai lekin ham aapko batayenge ki kaise aap kam se kam time me jio caller tune set kar sakte hai,

So friends chalo jante hai ki Jio Caller Tune Kaise Set Kare ?  How to Change Jio Caller Tune yeh sab sahi se karne ke liye hamari post ko pura padhe warna aapko kuchh step samaj me nahi aayenge. Hamko puri ummid hai ki aap Jio Caller Tune Kaise Set Kare ?  How to Change Jio Caller Tune, sahi se sikh jayenge.


Jio Caller Tune Kaise Set Kare ? – how to change jio caller tune


Ham jio caller tune 2 tarike se set kar sakte hai or change kar sakte hai, pehla tarika jio music app se or dusara tarika SMS send karke.

Lekin sabse pehle yeh jaruri hai ki aapka phone VOLTE ho. Agar aapka phone sirf 4G hai or Volte nahi hai to aapko Reliance Jio ke All Application Download karna padega. Or agar aapke phone me wo apl application pehle se hi installed hai t bahut achhi baat hai, To chalo jante hai ki jio caller tune set karne ke tarike.

Jio Music App se Jio Free Caller Tune Kaise Set Kare


Jio Caller Tune set karne ka sabse aasan tarika Jio Music App ka hai, iske liye aapko google playstore se Jio music App ko download karna hoga. Direct jio music app ko download karne ke liye niche ki link par click kare.



Open Jio Music App

  • Jio music app ko download and install karne ke baad is app ko open kare.
  •  Or login kar le.
  •  Agar login nahi karna hai to aap direct sim se bhi login ho sakte hai,



Search Song

  • Login karne ke baad aap jio music ke home page pas pahuch jayenge.
  •  Jaha par aapko bahut saare alag alag type ke song show honge.
  •  Or aap search karke apni pasand ka song bhi select kar sakte hai,


Tap on Song

  • Apni pasand ka song select karne ke baad...
  •  aapko us song se related all songs show honge.
  •  waha se aapko  jo tune set karna hai wo song par click karna hai.



Play Music In Play Bar

  • Jaise hi aap song par click karenge to niche song play bar open ho jayega or aapka song play hoga. 
  • Is song ko set karne ke liye song play bar par click kare.
  •  Waha foll screen me play bar show hoga.


Set As Jio Tune

  • Yaha par aapko song download,
  •  share option ke sath Set As Jio tune ka option bhi milega. 
  • Jio tune ko set karne ke liye Set As Jio Tune par click kare.


Note :-

Ek baat ka dhyan rakhe ki agar set As jio tune ka option hide rehnta hai to iska matlab hai ki us song ki caller tune available nahi hai, aapko koi or tune set karna hoga.


Confirm Tune

  • Jaise hi aap Set as Jio Tune Par click karenge to ek Confirmation pop up show hoga.
  •  Waha par fir se Set as Jio tune par click kare.
  •  Caller tune successfully set.
  •  Ab aapko aapki Jio Sim par Caller tune set hone ka MESSAGE  aayega.
  •  Jiska matlab hai ki aapke jio number ar caller tune Successfully set ho gayi hai,
  •  ab aap koi dusare phone se apne jio ke number par call karke check bhi kar sakte hai,
  • Is tarah se ham badi hi aasani se apne Jio number par Jio ki caller tune set kar sakte hai,




SMS se Jio Caller Tune kaise set kare ?


Friends agar aap SMS se Jio Caller tune kaise set karte hai ? Ke baare me janana chaate hai to aap niche bataye gaye kuchh steps ko follow kare. aapko sab samaj me aa jayega aasani se...


Type Message and Send


  • Sabse pehle apne phone me message box open kare.
  • waha par box  me "JT" type karke usko "56789" par send kar de.



Select Category

  • Aapko ek reply aayega, jisme 3 options honge.
  • (1).Bollywood, 
  • (2).Regional 
  • (3).International  
  • isme se aap jo bhi category ke song ki caller tune set karna chahate hai uske liye Reply de.
  • Example ke liye agar aapko Bollywood song ki caller tune set karna hai to aapko 1 type karke Reply karna hai,
  • Uske baad ek or Reply aayega jisme Song of the day, Top 10 songs ka options show hoga.



Show Songs List

  • Kisi bhi ek option ko Reply me type karke reply kar de.
  •  Uske baad aapko aapne jo bhi select kiya hai uski ek song list show hogi.



Reply For Your Favorite Song


  • Ab aap apne favorite song wala number reply me type karke send kar de. 
  • or thoda wait kare, aapko ek or reply aayega.




Confirmation Message

  • Ab aapko ek alag SMS aayega usme "Y" type karke send kar de.
  • Uske baad aapko caller tune Activation ka confirmation message aayega.



Jio Caller Tune Kaise Change Kare ?


Jaisa ki hamne aapko upar bataya tha ki Jio ki yeh caller tune bilkul free service hai. Aap jitani baar chahe utani baar apni caller tune change kar sakte hai,

Upar Jio caller tune set karne ki process batayi gayi hai usko follow karke aap fir se new caller tune set kar sakte hai, or aaki new caller tune automatic change ho jayegi.

To mere pyare friends aap samaj gaye honge ki Jio Caller Tune Kaise Set Kare ?How to change jio caller tune, jio caller tune change karne ki puri jankari hindi me.


Final words.


So friends ! Yeh thi hamari aaj ki jankari Jio Caller Tune Kaise Set Kare ?how to change jio caller tune, iske sath hi aapko Jio callertune kaise Deactivate or remove kare ?, jio caller tune band kaise kare ? Un sab ki jankari mili hogi. Hame puri Ummid hai ki aapko hamari jankari achhi lagi hogi. To isko social media me share bhi jarur kare.Thank you.

Post a Comment

उम्मीद करता हु की आपको यह जानकारी पसंद आयी होंगी | तो आप comment करे हमको बहुत ख़ुशी होगी | लेकिन किसी भी प्रकार की spamming मत करे | अन्यथा आपका comment Delete कर दिया जायेगा.

Previous Post Next Post