JIO me caller tune deactivate kaise kare | How to remove caller tune in jio ?

Hello friends aaj kal sabhi jio ki taraf bhag rahe hai or india ke jyada se jyada user jio ka use kare wahi target hai aaj jio ka. Aaj ham baat karne wale hai JIO me caller tune deactivate kaise kare | How to remove caller tune in jio,  and jio caller tune ko band kaise kare ?

Agar aap ek jio sim card use karte hai to aapne jio ki free me milne wali service jio caller tune ka jarur use kiya hoga. Lekin bahut baar hamko yeh sab pasand nahi aata hai or ham hamari caller tune ko remove karna chahate hai lekin us time  ham nahi jante hai ki Jio me caller tune deactivate or remove kaise kare ? To chalo sikhate hai..


Jio caller tune ko active karna to bahut aasan hai or simle hai, lekin jab hamko jio caller tune ko off karna hota hai tab hamko pareshani hoti hai kyuki yeh process thoda complicated hai.
Agar aapko bhi jio ki caller tune ko deactivate / remove karke pehle jaisa karna hai to yeh post pura padhe. Aapko sab pata chap jayega. or agar aap jio caller tune ko set kaise kare iski jankari lena chahate hai to yaha padhe



JIO me caller tune deactivate kaise kare | How to remove caller tune in jio  ?
How to remove caller tune in jio  ?

How to Deactivate / Remove caller tune in jio sim

Agar aap ek jio user hai to aapko jio caller tune active karna or deactivate karna aana chahiye, taaki aapko kisi se puchana naa pade. Agar aapko nahi pata hai ki Jio caller tune kaise set karte hai ? To jarur padhe.


Jio caller tune ko Deactivate / Remove ek tarah se bahut aasan hai, me aapko jio caller tune ko Deactivate / Remove karne ke 2 trick bataunga. Aapko jo method achha lage usko use karke aap apne jio sime ki caller tune Deactivate / Remove kar sakte hai,


How to Deactivate / Remove jio caller tune Method 1.

Sabse pehle method ke mutabik aap jio ko ek SMS karke jio caller tune Deactivate / Remove kar sakte hai, jisko how to Deactivate / Remove jio caller tune with SMS.
AGAR AAPKO JIO caller tune SMS send karke Deactivate / Remove karna hai to niche ke steps ko collow kare.



  • Sabse pehle apne smartphone me SMS open kare. Or new SMS write kare.
  • Ab capital latter me STOP type kare. Or 56789 par send kar de.
  • Ab thodi hi seconds me jio ki taraf se ek SMS aayega..
  • Jo SMS aaya hai uske reaply me 1 type karke sen kar de.
  • Is tarah se aap SMS send karke jio number ki caller tune Deactivate / Remove kar sakte hai,

How to Deactivate / Remove jio caller tune Method 2.

According to second method... Ham Jio number par call karke jio caller tune Deactivate / Remove kar sakte hai, jisko ham how to Deactivate / Remove jio caller tune with calling.
Jio caller tune ko call karke Deactivate / Remove karne ke liye niche ke steps ko follow kare.



  • Sabse pehle aapko 155223 number par jio sim se call karna hai,
  • Waha par aapko jio ki taraf se sabhi options ko select karke ham jio caller tune ko Deactivate / Remove kar sakte hai,
  • So friends is tarah se aap call karke jio caller tune ko Deactivate / Remove kar sakte hai,

Final words.

Muje ummid hai ki aapko hamara yeh article JIO me caller tune deactivate kaise kare | How to remove caller tune in jio ? Jarur pasand aaya hga. Or jio caller tune band kaise kare ? iski jankari achhi lage to apne dosto ke sath is post ko share karke hame support jarur kare.Thank you for visit our blog.

Post a Comment

उम्मीद करता हु की आपको यह जानकारी पसंद आयी होंगी | तो आप comment करे हमको बहुत ख़ुशी होगी | लेकिन किसी भी प्रकार की spamming मत करे | अन्यथा आपका comment Delete कर दिया जायेगा.

Previous Post Next Post